PDF File Ka Passowrd Kaise Unlock kare in hindi - Technical Praful

Technical Praful is blogging site.we provide knowledge about blogger,wordpress,latest tech news.

Breaking

Home Top Ad

Post Top Ad

Friday 17 January 2020

PDF File Ka Passowrd Kaise Unlock kare in hindi


 PDF File Ka Passowrd Kaise Unlock kare in hindi

PDF File Ka Passowrd Kaise Unlock kare in hindi
PDF File Ka Passowrd Kaise Unlock kare in hindi

PDF File Ka Passowrd Kaise Unlock kare in hindi-Dosto aapki koi company hain ya kahi job ya phir busness karte hain to aapko PDF file ki jarurat padti hi hogi ye koi aam baat nahi. Apne PDF file me password lagaya hain to usse kaise remove karte hain to is post ko pura anth tak padhe.kahi bar aisa hota hain aap PDF file me passowrd lagane bat aapko yag nahi rahat ya phir bhool jate hain, aur uske baad vo pdf file open nahi kar pate.Lekin dosto chinta karne ki koi bat nahi me aapke liye ek aisi trick leke aaya hun jisse aap apni pdf file ke password remove kar sakte hain. Agar aap janna chahate hain ki PDF file ke password kaise remove

karte hain to is post ko pura padhe.

PDF Kya Hain? Aur Kaam Kya Karta Hain?


Dosto PDF file kya hain ye aapko jaada batane ki jarurat nahi lekin phir bhi bata hi deta hun. PDF file jadatar office, school, college, ya busness ke liye use hota hain. PDF file ye kaam hota hain ki aap koi bhi document WhatsApp, Facebook, Gmail par asaani se bhej sakte ho. PDF file ka use keval office ya koi profeshnol kaam ke liye hi nahi balki aap apne pershnol kaam ke liye bhi use kar sakte ho. PDF File me documents ke sath sath images bhi bhej sakte ho vo bhi ek sath. PDF file ka use india me hi nahi balki pure duniya me kiya jaata hain. Ofiice ya company me jo important files  transfer ya recive kiya jaata hain, vo isiki madat se. Ye PDF file bahut hi importent hota hain.


PDF File Ka Password Kaise Remove Kare? Trick 1


Step:1 Sabse pahale AnyBizSoft PDF Password Remover naam ka software download karna hoga,lekin dosto me ek bat pahale hi bata deta hun ki ye jo software hain vo paid hain matalab ye free me nahi milega aapko ise kharidna padega. Aap chahe to iska trial version download kar sakte hain.

Step:2 Software download karke apne computer me install kare aur uske bad use open kare.

Step:3  Software ko open karne ke bad aapke samne ek screen open hogi, us screen me Getting Started ke neeche Add files naam ke options par click kardijiye.


Step:4 Add Files option par click karne ke bad aap apne computer me jayenge, aur uske bad aapko jo PDF  file password remove karwana hain vo file select kare aur add kar dijiye.

Step:5 PDF file select karne ke bad aapke samne ek screen hogi,us screen me Output Folder naam ka option hoga, us option me aapko jaha par aapko PDF file save karni hain waha ki location set kar dijiye.

Step:6 Sab hone ke baad waha par aapko start naam ka button dikhai dega, to aapko us button par click karna hain.

Star:7 Start button par click karte hi aapke PDF file ka password remove ho hone lagega.

Is software ki madat se aap apni PDF file ka password remove kar sakte hain vo bhi kuch minitome.


PDF File Ka Password Kaise Remove Kare? Trick 2


Dosto is trick me aapko koi software download karne ki koi jarurat nahi aap is kaam ko online bhi kar sakte ho. vo kaise to is post ko pura padhe.

Step:1 http://www.pdfunlock.com/ is site par jaye. dosto aap is site ki madat se aap pdf file ka password remove kar sakte ho.

Step:2 http://www.pdfunlock.com/ site par jaane ke baad us site me aapko ek box show hoga us box me My Computer ki link hogi us link par click karke aap apne my computer me jayenge, aur my computer me jaane ke baad aapko jo PDF  file password remove karwana hain vo file select kare aur add kar dijiye.

Step:3 PDF file add karne ke baad aapko waha par unloack naam ka button show  hoga, to aapko us button par click karna hain, aur thodi der me aapki PDF file upload ho jayegi. sab hone ke aapke samne ek screen open hogi, us screen me apki pdf file hogi jo password remove ho chuki hogi. Aur uske baad aapko ek last kaam karna hain, Aapko Jo PDF file uplaod ki hain vo phir se download karni hain. Download karne ke baad aap use phir se open kar payenge.

To dosto aap in 2 tricks se PDF file ka password remove kar sakte ho vo kuch minitome.

To dosto agar aapko ye trick achi lagi hogi to please aapke dosto ke sath jarur share kare taki unhe bhi pata chale, aur iske sath whatsapp, facebook, twitter, hike, google jaise social sites par bhi aap share kare.

No comments:

Post a Comment

Post Bottom Ad

Pages